• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah Mein Shahr-E-Tarab Yaad Aaya

Rah Mein Shahr-E-Tarab Yaad Aaya

raah men shahr-e-tarab yaad aaya

jo bhulaya tha vo sab yaad aaya

jaane ab sub.h ka aalam kya ho

aaj vo aḳhir-e-shab yaad aaya

ham pe guzra hai vo lamha ik din

kuchh nahin yaad tha rab yaad aaya

jab nahin umr to vo phuul khila

kab ka bachhḌa hua kab yaad aaya

raqs karne lagi taron bhari shab

tu bhi is raat ajab yaad aaya

kitna iqrar chhupa tha is men

tere inkar ka Dhab yaad aaya

hosh uḌne lage ‘nasir’ ki tarah

aaj vo yaar ghazab yaad aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Qarz Kya Kya Nazar Pe Nikle Hain

poet

Dab Gai Kyun Meri Aawaz Kaho to Kah Dun

Jawani Magar Is Qadar Mastiyan

Jhulasti Dhup Mein Mujhko Jala Ke Marega

poet

Hamin Ne Unki Taraf Se Mana Liya dil Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet