• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jism Par Sabun Tha Pani Ghusl-KHane Se Gaya

Jism Par Sabun Tha Pani Ghusl-KHane Se Gaya

jism par sabun tha paani ghusl-ḳhane se gaya

aap ki mistake Thahri main nahane se gaya

ik minister ne saja.i mahfil-e-raqs-o-surur

nachne vaali ka bil qaumi ḳhazane se gaya

qadri ne DaanT kuchh aisi pila.i sher ko

sher muslim-league ka tha dum hilane se gaya

aa gaya tha ek sha.er dost pakistan se

chaa.e se Thahra raha whiskey pilane se gaya

film taqsim-e-virasat ka yahi the-end hai

dard kuchh aisa tha jo gardan dabane se gaya

ik gharib ustad ki tuition Thikane lag ga.i

majida dulhan bani teacher paḌhane se gaya

us ke galon par ka.i dast-e-hina.i sabt hain

ishq ka nashsha tha aḳhir maar khane se gaya

itni mahnga.i hai biryani koi laata nahin

phir koi bhuka mujavar astane se gaya

us ki mayyat men sabhi aḳhbar paḌh paḌh kar ga.e

‘ḳhalid’-e-irfan sha.er tha bulane se gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Abhi Is Fikr Se Nikla Nahin Hun

Aankhon Ka Bharam Nahin Raha Hai

Ishq Mein Har Bala Ko Aane Do

Wo Log Aaen Jinhen Hausla Ziyaada Hai

Anar Kali

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet