• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ghuncha-E-dil Mera Kha Kar Gul-E-Khandan Mera

Ghuncha-E-dil Mera Kha Kar Gul-E-Khandan Mera

poet

ghuncha-e-dil mira kha kar gul-e-khandan mera

bu-e-gul sa hai udata mujhe janan mera

apni garmi se barishta hua husn-e-rukh-e-yar

lala-rang atish-e-gul se hai gulistan mera

kabhu guzra tha koi abla-pa dekh vafa

rove ab lag hai lahu khar-e-bayaban mera

ishq khurshid-rukhon se jo kiya main ne junun

daagh juun subh hua chak-e-gareban mera

kimiya husn ki hai munh to zara us ko laga

jam-e-mai se bhi gaya kya dil-e-giryan mera

chor kar dil ko inayat kiya sangin dushnam

shishe ko tod ke patthar diya tavan mera

qatl-e-‘uzlat’ se na munkir ho ki gul ke manind

lab pe hansta hai tire khun-e-numayan mera

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Bana Bana Ke Aks KHadd-O-Khaal Rakh Diye Gae

Kasrat-E-Jalwa Ko Aaina-E-Wahdat Samjho

Bhara Hua Teri Yaadon Ka Jam Kitna Tha

Is Rah-E-Mohabbat Mein to Aazar Mile Hain

Surur-O-Raqs-O-Masti, Main Nahin Hun

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet