• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah-E-Wafa Mein Saya-E-Diwar-O-Dar Bhi Hai

Rah-E-Wafa Mein Saya-E-Diwar-O-Dar Bhi Hai

rah-e-vafa men saya-e-divar-o-dar bhi hai

lekin usi pe jaan se jaane ka Dar bhi hai

vaqfa hai zindagi to faqat chand roz ka

phir shahr-e-rang-o-bu ki taraf ik safar bhi hai

raushan rakho charagh lahu se tamam shab

har raat ke nasib men aḳhir sahar bhi hai

kirdar dekhne ki rivayat nahin rahi

ab aadmi ye dekhta hai mal-o-zar bhi hai

sun to rahe ho baat yuun vaa.iz ki ghaur se

lekin yaqin us ki kisi baat par bhi hai

daman-e-gul-ruḳhan ki tamanna bhi dosto

kitna hasin ḳhvab hai tum ko ḳhabar bhi hai

mera bayan-e-shauq bhala ra.egan ho kyuun

tahrir men nihan mira ḳhun-e-jigar bhi hai

yuun to koi aziiz hain aur dost bhi magar

‘shayan’ ye batao koi mo’atabar bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Teri Zulf-E-Siyah-Fam Sanwarti Hogi

ismail-merathi

Kachhwa Aur Khargosh

Dhyan Dastak Pe Laga Rahta Hai

Yaksan Hai Dhuan Jalte KHarabe Ki Mahak Tak

poet

Saman Sad Hazar Hain Tu Jag to Sahi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet