• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Darmiyan Aa Rahi Hai Nafrat Kyun

Darmiyan Aa Rahi Hai Nafrat Kyun

darmiyan aa rahi hai nafrat kyuun

jab gale mil ga.e shikayat kyuun

aadmi tum bhi aadmi ham bhi

phir hui ḳhatm adamiyat kyuun

ho gaya ishq aap ko shayad

umr is men na.i musibat kyuun

kaun rakh paaya mal-o-daulat ko

jaane vaale se ye mohabbat kyuun

thak gaya hai mira sitamgar kya

saans le lene ki ijazat kyuun

sab ki maa.en bhi beTiyan hi thiin

aaj beTi bani musibat kyuun

aap ka sher bolta hai ‘asar’

ḳhud-sata.i ki phir zarurat kyuun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ho Lene Do Barish Hum Bhi Ro Lenge

Ek Makan Aur Bulandi Pe Banane Na Diya

Saya Tha Mera Aur Mere Shaidaiyon Mein Tha

poet

dil Ne Paya Jo Mere Muzhda Teri Pati Ka

abrar-ahmad

Hawa Har Ek Samt Bah Rahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet