• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uqde Ulfat Ke Sab Ai Rashk-E-Qamar Khol Diye

Uqde Ulfat Ke Sab Ai Rashk-E-Qamar Khol Diye

uqde ulfat ke sab ai rashk-e-qamar khol diye

siina yuun chaak kiya dagh-e-jigar khol diye

sab hasinon ne mire qatl pe kamren bandhin

Dore talvaron ke aur band-e-sipar khol diye

aa gaya hosh tiri chaal ke mushtaqon ko

hashr ki sun ke sada dida-e-tar diye

paa.i taron ne ziya baḌh ga.i tariki-e-shab

us ne munh Dhanp ke kanon ke guhar khol diye

aam baran ki tarah se hai karam saaqi ka

aa.i barsat ki maiḳhane ke dar khol diye

ja ajab ki nahin gar ahl-e-mohabbat ro.e

mere matam men hasinon ne bhi sar khol diye

ankhen khole hue sab dekh rahe hain tujh ko

dil ke jaane ko ye ushshaq ne dar khol diye

imtihan hasrat-e-parvaz ka manzur hua

zab.h kar ke mujhe sayyad ne par khol diye

sharm aa.egi mujhe log samajh ja.enge

tum ne gesu mire lashe par agar khol diye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Chup Ke Sahra Mein Faqat Ek Sada Kaun Hun Main

Bahar Hisar-E-Dard Se Aana Na Tha Kabhi

Jis Ko Dekho Ehtisab-E-Zist Se Ghafil Hai Aaj

Tafazzulat Nahin Lutf Ki Nigah Nahin

poet

Buto Ye Shisha-E-dil Tod do Khuda Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet