• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Charaghon Ko Uchhaala Ja Raha Hai

Charaghon Ko Uchhaala Ja Raha Hai

rahat-indori

charaghon ko uchhala ja raha hai

hava par roab daala ja raha hai

na haar apni na apni jiit hogi

magar sikka uchhala ja raha hai

vo dekho mai-kade ke raste men

koi allah-vala ja raha hai

the pahle hi kai saanp astin men

ab ik bichchhu bhi paala ja raha hai

mire jhute gilason ki chhaka kar

bahakton ko sambhala ja raha hai

hami buniyad ka patthar hain lekin

hamen ghar se nikala ja raha hai

janaze par mire likh dena yaaro

mohabbat karne vaala ja raha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Darpan Diya Hun Dil Ka Main Us Dilruba Ke Hath

Jab Ashk Teri Yaad Mein Aankhon Se Dhale Hain

hasrat-mohani

Na Sahi Gar Unhen Khayal Nahin

Bahte Pani Mein Jo Surat Thahre

poet

Ba-Nam-E-Ishq Gham-E-Motabar Zaruri Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet