• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah-E-Wafa Mein Hamein Jitne Ham-Khayal Mile

Rah-E-Wafa Mein Hamein Jitne Ham-Khayal Mile

kavita-kiran

rah-e-vafa men hamen jitne ham-khayal mile

un hi ki ankhon men ham ko kai saval mile

vo log jin ki hamen fikr rahti hai har dam

vo jab kabhi bhi mile ham se hasb-e-hal mile

kisi gharane kisi zaat se nahin matlab

ye ham bhi jante hain dil mile khayal mile

main kis tarah se pareshan-hal unhen samjhun

vo apne husn-e-amal se to mala-mal mile

bahut se log mile ham ko apni duniya men

koi na samjha bahut yuun to ham-khayal mile

‘kiran’ vo pichhle dinon ki to baat aur hi thi

agarche milne ko yuun kitne mah-o-sal mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tum Ahl-E-Dil Ho so Dil Mein Rakha Hamara Nam

poet

Maddah Hun Main dil Se Mohammad Ki Aal Ka

DhunDhna Milna bichhaDna Kahin Khona Ruk Jae

poet

Hum Gham-E-Zamana Se Yun Nazar Milaenge

Chain Ho Ya Bechaini Ho Pahle Dil Ghabraega

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet