• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah-E-KHirad Mein Jahan Sar Hai Dard-E-Sar Bhi Hai

Rah-E-KHirad Mein Jahan Sar Hai Dard-E-Sar Bhi Hai

poet

rah-e-ḳhirad men jahan sar hai dard-e-sar bhi hai

ki gu-magu bhi agar bhi hai aur magar bhi hai

faqih-e-shahr muazzaz bhi mo’atabar bhi hai

magar marasim-e-ulfat se be-ḳhabar bhi hai

tiri nazar ki nazar bhi nahin nazar bhi hai

jise hamari ḳhabar bhi nahin ḳhabar bhi hai

yahan ki qaid se ghabra raha hai divana

ki is dayar men divar bhi hai dar bhi hai

jahan-e-ariz-o-gesu ajiib duniya hai

ki jis men shaam bhi hai saath hi sahar bhi hai

ye dil ki vadi-e-aiman men kaun aa utra

ki jo jamal-e-nahufta bhi jalva-gar bhi hai

jo raah ahl-e-ḳhirad ke liye hai la-mahdud

junun-e-jazba-e-ulfat men muḳhtasar bhi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kash Mil Jae Mere Dil Ko Mohabbat Teri

najma-shaheen-khosa

Har Ek Khwab Mein Harf-O-Bayan Mein Rahta Hai

Barq Sar-E-shaKH-Sar Dekhiye Kab Tak Rahe

Raqs-E-Nairangi Hai Nazzaron Ke Bich

Raat KHud Par Ro Rahi Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet