• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Chahta Hun Tujhe Nabi Ki Qasam

Chahta Hun Tujhe Nabi Ki Qasam

insha-allah-khan-insha

chahta huun tujhe nabi ki qasam

hazrat-e-murtaza-ali ki qasam

mujhe ghamgin na chhod rota aaj

tujhe apni hansi-khushi ki qasam

saaf kah baithiye na ji men jo ho

aap ko apni sadgi ki qasam

main dilai qasam to kahne lage

ham nahin mante kisi ki qasam

sadqa hota huun jis ghadi mujh ko

yaad aati hai us pari ki qasam

haae kahna vo us ka chupke se

tujhe ‘insha’ hamari ji ki qasam

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Koi Gham Hi Na Ho Ashk Bahaun Kaise

Kitni Hasrat Se Teri Aankh Ka Baadal Barsa

poet

Rah-E-Kahkashan Se Guzar Gaya Hama-in-O-an Se Guzar Gaya

Baqa Ke Waste Ye Ehtimam Karta Hai

Uljhanen Itni Thin Manzar Aur Pas-Manzar Ke Bich

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet