• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rah-E-Hayat Ko Aasan Bana Sako to Chalo

Rah-E-Hayat Ko Aasan Bana Sako to Chalo

rah-e-hayat ko asan bana sako to chalo

hamara saath agar tum nibha sako to chalo

nigah-e-naz ka jaadu jaga sako to chalo

qadam qadam pe na.e gul khila sako to chalo

rah-e-vafa men ghamon ke bahut andhere hain

har ek haal men tum muskura sako to chalo

mire ḳhayal ki duniya hai mujh pe chha.i hui

mire ḳhayal ki duniya pe chha sako to chalo

baḌe ḳhulus se chehre fareb dete hain

nigah ban ke dilon men sama sako to chalo

saja ke raat ke mathe pe chand ka jhumar

mujhe andhere men rasta dikha sako to chalo

na.i hai raah to ‘qaisar’ na.i nigah bhi ho

na.i hayat ke naghme suna sako to chalo

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jo Rishton Ki Ajab Si Zimmedari Sar Pe Rakkhi Hai

poet

Afkar Ke Sanche Mein Dhali Taza Ghazal Hai

darshika-wasani

Kya Wahin Miloge Tum

Wo Is Jahan Se Hairan Jaya Karte Hain

Baadal Is Bar Jo Us Shahr Pe Chhae Hue Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet