• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rag-E-Ehsas Mein Nashtar TuTa

Rag-E-Ehsas Mein Nashtar TuTa

rag-e-ehsas men nashtar TuuTa

haath se chhuT ke saghar TuuTa

TuTna tha dil-e-nazuk ko na puchh

kab kahan kis liye kyun-kar TuuTa

siina dharti ka laraz uTTha hai

asman se koi aḳhtar TuuTa

jhuk gaya pa-e-butan par lekin

pattharon se na mira sar TuuTa

saḳht-jani miri tauba tauba

qatl karte the ki ḳhanjar TuuTa

ashk palkon se gira yuun jaise

ḳhushk Tahni se gul-e-tar TuuTa

ai ‘ziya’ ho ke riha zindan se

uḌne paaya bhi na tha par TuuTa

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Usne Ek Bar Bhi Puchha Nahin Kaisa Hun Main

poet

Kis Tarah Nala Kare Bulbul Chaman Ki Yaad Mein

Sufi

Mausam To Badalta Hai Badal Jae To Kya Ho

poet

Phir Usi Samt Hai Safar Mera

ruKH Pe Ahbab Ke Phir Rang-E-Musarrat Aae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet