• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raaz-E-Ulfat Bata Gaya Koi

Raaz-E-Ulfat Bata Gaya Koi

raz-e-ulfat bata gaya koi

mujh ko jiina sikha gaya koi

mere dil men sama gaya koi

ujḌi basti basa gaya koi

apna jalva dikha gaya koi

nur-o-nik.hat luTa gaya koi

kisht-e-viran thi zindagi meri

rashk-e-jannat bana gaya koi

ek aalam hai vajd men goya

aisa naghma suna gaya koi

ham bhi qaa.il the zabt ke lekin

kho.e aise ki pa gaya koi

mast rahta huun be-piye ‘sabir’

mujh ko aisi pila gaya koi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Uljha Uski Did Mein

mahmooda-gaziya

Tum Us Se duri Bhi Mat Khwah-Makhwah Mein Rakhna

KHud Ko KHud Par Hi Jo Ifsha Kabhi Karna paD Jae

Tere Bazuon Ka Sahaara to Le Lun Magar Un Mein Bhi Rach Gai Hai Thakan

Baz Bhi Aao Yaad Aane Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet