• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Parde Se Zara Munh Jo Kisu Ka Nikla

Raat Parde Se Zara Munh Jo Kisu Ka Nikla

raat parde se zara munh jo kisu ka nikla

sho.ala samjha tha use main pa bhabhuka nikla

mahr o mah us ki phaban dekh ke hairan rahe

jab varaq yaar ki tasvir-e-do-ru ka nikla

ye ada dekh ke kitnon ka hua kaam tamam

nimcha kal jo Tuk us arbada-ju ka nikla

mar ga.i sarv pe jab ho ke tasadduq qumri

us se us dam bhi na tauq apne gulu ka nikla

‘mus.hafi’ ham to ye samjhe the ki hoga koi zaḳhm

tere dil men to bahut kaam rafu ka nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dasht Mein Ghas Ka Manzar Bhi Mujhe Chahiye Hai

Sare Chehre Tanbe Ke Hain Lekin Sab Par Qali Hai

Lahu Ne Kya Tere KHanjar Ko Dilkashi Di Hai

poet

Aah-E-Zindan Mein Jo Ki charKH Pe Aawaz Gai

poet

Waqif-E-Haal Nasim-E-Sahari Hai Ki Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet