• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bajae Gul Mujhe Tohfa Diya Babulon Ka

Bajae Gul Mujhe Tohfa Diya Babulon Ka

baja.e gul mujhe tohfa diya babulon ka

main munharif to nahin tha tire usulon ka

izala kaise karega vo apni bhulon ka

ki jis ke ḳhuun men nashsha nahin usulon ka

nafas ka qarz chukana bhi koi khel nahin

vo jaan ja.ega anjam apni bhulon ka

na.i talash ke ye mir-e-karvan honge

banate jaao yuun hi silsila bagulon ka

ye aaḌi tirchhi lakiren badal nahin saktin

hazar vasta dete raho usulon ka

tamam falsafa-e-ka.enat khul jaate

kahan se TuuT gaya silsila nuzulon ka

inhin se mujh ko mila azm-e-zindagi ‘ajmal’

main janta huun ki kya hai maqam phulon ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Saz-E-Hasti Pe Agar Gao to Kuchh Baat Bane

Wo Jo Dagh-E-Ishq Tha KHush-Numa Jo Amanat-E-Dil-E-Zar Tha

Koi Aaghaz Mein Anjam Bata Jata Hai

aftab-iqbal-shamim

Rizq Ka Jab Nadaron Par darwaza Band Hua

rahat-indori

Hon Lakh Zulm Magar Bad-dua Nahin denge

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet