• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Ki KHamoshi Ka Matha Thanka Tha

Raat Ki KHamoshi Ka Matha Thanka Tha

raat ki ḳhamoshi ka matha Thanka tha

jaane kis ke haath ka kangan khanka tha

jhiil ne apne siine par yuun Taank liya

jaise main avara chand gagan ka tha

us ka lawn baharon se abad raha

suukh gaya jo peḌ mire angan ka tha

tere qurb ki ḳhush-bu se maghlub hua

dil men jo aaseb akele-pan ka tha

dil se dar-o-divar ki ḳhvahish kyuun na ga.i

sahra ka mahaul to mere man ka tha

raam use kar leta sachcha ishq mira

lekin vo ‘zishan’ pujari dhan ka tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nadiya-ambar-lodhi

Ummid

abdul-hamid-adam

Tauba Ka Takalluf Kaun Kare Haalat Ki Niyyat Thik Nahin

poet

Kuchh dard Hai Mutribon Ki Lai Mein

Barish Hogi to Barish Mein Donon Mil Kar Bhigenge

Shishe Ki Diwar Thi Hail Qurb Ki Aisi Surat Thi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet