• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Ka Pichhla Pahar Kaisi Nishani De Gaya

Raat Ka Pichhla Pahar Kaisi Nishani De Gaya

raat ka pichhla pahar kaisi nishani de gaya

munjamid a.ankhon ke dariya ko ravani de gaya

main sadaqat ka alam-bardar samjha tha jise

vo bhi jab ruḳhsat hua to ik kahani de gaya

pahle apna tajziya karne pe uksaya mujhe

phir natija-ḳheziyon ko be-zabani de gaya

kyuun ujalon ki navazish ho rahi hai har taraf

kya koi bujhte charaghon ko javani de gaya

kyuun na is avara badal ko dua.en dijiye

jo samundar ko ḳhalish sahra ko paani de gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

taashshuq-lakhnavi

do damon Se Hai Faqat Gor-E-Ghariban Aabaad

Lahu Mein Phul Khilane Kahan Se Aate Hain

poet

dil Ko Latka Liya Hai Gesu Mein

ali-sardar-jafri

Shaikast-E-Shauq Ko Takmil-E-Arzu Kahiye

siraj-aurangabadi

Ishq Ne Khun Kiya Hai dil Jis Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet