• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Raat Ka Apna Ek Taqaddus Hai so Use Paemal Mat Karna

Raat Ka Apna Ek Taqaddus Hai so Use Paemal Mat Karna

raat ka apna ik taqaddus hai so use pa.emal mat karna

jab diye guftugu ke raushan hon lauTne ka saval mat karna

mausam-e-yad ka koi jhonka, ab jo guzre tumhari ḳhalvat se

soch lena hamare baare men, par hamara malal mat karna

rat-jagon ki ruten to ḳhair yunhi aati jaati hain, par ye dhyan rahe

jagna bhi to is saliqe se, apni ankhon ko laal mat karna

ham se darvesh duniya valon se, bas isi baat par ulajhte hain

vahshat-e-jism-o-jan baḌi shai hai ḳhud ko asuda-hal mat karna

dasht-e-ibrat-sara men rahna tu sar se sauda nikal kar rakhna

log dushman kahin na ho jaa.en koi aisa kamal mat karna

lamha-e-hijr apni vus.at men, aap lazzat hai, zindagi bhar ki

tum bhi ‘ḳhalid-moin’ yuun karna, umr sarf-e-visal mat karna

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Na-didam Az Jahan Az Kis Wafae

Tanha Safar Hai Aur Hai Yaadon Ki Qabr-Gah

Saz Aahista Zara Gardish-E-Jam Aahista

Ishq Mein Dil Ka Ye Manzar Dekha

shah-naseer

Is dil Ko Ham-Kanar Kiya Humne Kya Kiya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet