• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qurbaten Hote Hue Bhi Faslon Mein Qaid Hain

Qurbaten Hote Hue Bhi Faslon Mein Qaid Hain

saleem-kausar

qurbaten hote hue bhi faslon men qaid hain

kitni azadi se ham apni hadon men qaid hain

kaun si ankhon men mere khvab raushan hain abhi

kis ki ninden hain jo mere ratjagon men qaid hain

shahr abadi se khali ho gae khushbu se phuul

aur kitni khvahishen hain jo dilon men qaid hain

paanv men rishton ki zanjiren hain dil men khauf ki

aisa lagta hai ki ham apne gharon men qaid hain

ye zamin yunhi sikudti jaegi aur ek din

phail jaenge jo tufan sahilon men qaid hain

is jazire par azal se khaak udti hai hava

manzilon ke bhed phir bhi raston men qaid hain

kaun ye patal se ubhra kinare par ‘salim’

sar-phiri maujen abhi tak daeron men qaid hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kis Dasht-E-Talab Mein Kho Gae Hum

jigar-moradabadi

Ishq Mein La-Jawab Hain Hum Log

poet

Hote Khuda Ke Us But-E-Kafir Ki Chah Ki

Shab-E-Visal Jo Pahna Tere Badan Ka Libas

narjis-afroz-zaidi

Ek Hath duaon Ka Asar Kat Raha Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet