• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qirtas O Qalam Hath Mein Hai Aur Shab-E-Mah Hai

Qirtas O Qalam Hath Mein Hai Aur Shab-E-Mah Hai

qirtas o qalam haath men hai aur shab-e-mah hai

ai rabb-e-azal khol de jo dil men girah hai

atraf se har shab simaT aati hai safedi

har sub.h jabin par magar ik roz-e-siyah hai

main shaam se pahle hi pahunch ja.un to behtar

jangal men huun aur sar pe mire bar-e-gunah hai

mahngi hai jahan dhaat mire surḳh lahu se

zardi ke us ashob men to meri panah hai

munh-zor zamanon ki zara khinch le bagen

mere kisi bichhḌe hue ki sal-girah hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mere Zehn-O-Dil Mein Fikr-O-Fan Mein Tha

Sahraon Ne Manga Pani

Lafz Tartib Se Rakhta Hun Main Tamsil Ke Sath

Ek Barg-E-Sabz shaKH Se Kar Ke Juda Bhi Dekh

Gham-E-Duniya Nahin Phir Kaun Sa Gham Hai Hum Ko

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet