• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qarar-E-Gud-Shuda Mere KHuda Kab Aaega

Qarar-E-Gud-Shuda Mere KHuda Kab Aaega

qarar-e-gud-shuda mere ḳhuda kab aa.ega

miri duaon men rang-e-dua kab aa.ega

badan se bharne lage hain ham apni ruuh ke ghaav

hamen saliqa-e-daru-dava kab aa.ega

yahin kahin se vo avaz de raha hai magar

navah-e-jan men mira na-ḳhuda kab aa.ega

ghurub hota hua raushni ka sayyara

andhere mausamon men kya pata kab aa.ega

sama.aton ko miri murgh-zar karne ko

ḳhamosh dasht men naḳhl-e-sada kab aa.ega

hazar karvan yuun to hain mere saath magar

jo mere naam hai vo qafila kab aa.ega

fasilen TuuT ga.iin ho ga.e mahal mismar

khanDar men raat ga.e dusra kab aa.ega

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Badalne Wali Hai Faza Ai Dil Kuchh Aur Der Ruk

Ba-Qadr-E-Shauq Iqrar-E-Wafa Kya

Kya Ho Gaya Kaisi Rut palTi Mera Chain Gaya Meri Nind Gai

poet

Kya Ishq Ke Uljhe Jade Hain Manzil Ka Kahin Par Nam Nahin

Sari Raat Ke Bikhre Hue Shiraaze Par Rakkhi Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet