• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qabr Par Howen Do Na Chaar daraKHt

Qabr Par Howen Do Na Chaar daraKHt

poet

qabr par hoven do na chaar daraḳht

ek kaafi hai saya-dar daraḳht

tha main divana gor par hai zarur

bed-e-majnun ka saya-dar daraḳht

hon vo bad-baḳht mere saa.e se

ḳhushk hote hain bar-dar daraḳht

tu jo ai sarv baagh men jaa.e

samar o gul karen nisar daraḳht

past hon tujh se ghairt-e-tuba

ek kya hon agar hazar daraḳht

vah-re mere aah ke jhonke

uḌte phirte hain kah-var daraḳht

main jo tasir-e-ah dikhla.un

koh hil jaa.en darkinar daraḳht

bagh-e-hasti men zof-e-piri se

‘rind’ huun misl-e-bikH-ḳhar daraḳht

baghban kyuun na jaane is ko fuzul

kar chuke apni jab bahar daraḳht

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shad-azimabadi

Jo Tang Aa Kar Kisi din dil Pe Hum Kuchh Than Lete Hain

Logo Ye Ajib Saneha Hai

Maulana Rumi

Har Naqsh Ra Ki didi Jins-Ash Ze-La-Makanast

akhlaq-ahmad-ahan

Ye Ghaza Hai Kajal Hai Ubtan Hai Kya Hai

Masarrat Chiz Kya Hai Ranj Kya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet