• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Milna Tha Ittifaq Bichhadna Nasib Tha

Milna Tha Ittifaq Bichhadna Nasib Tha

anjum-rehbar

milna tha ittifaq bichhadna nasib tha

vo utni duur ho gaya jitna qarib tha

main us ko dekhne ko tarasti hi rah gai

jis shakhs ki hatheli pe mera nasib tha

basti ke saare log hi atish-parast the

ghar jal raha tha aur samundar qarib tha

mariyam kahan talash kare apne khuun ko

har shakhs ke gale men nishan-e-salib tha

dafna diya gaya mujhe chandi ki qabr men

main jis ko chahti thi vo ladka gharib tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Rut Na Badle to Bhi Afsurda Shajar Lagta Hai

Mere Subut Bahe Ja Rahe Hain Pani Mein

KHushk Ho Jae Na Jharne Wala

poet

Wo Ek Lamha Jise Jawedan Kaha Jae

Farz Barson Ki Ibaadat Ka Ada Ho Jaise

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet