• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wo Tera Mujhse Kaha Harf Harf Sach Nikla

Wo Tera Mujhse Kaha Harf Harf Sach Nikla

vo tera mujh se kaha harf harf sach nikla

bhala main kaun tira harf harf sach nikla

kaha tha us ne mohabbat fareb hai dil ka

vo jab bhi duur gaya harf harf sach nikla

ana-parasti men apni misal aap tha vo

jo us ne chaha kiya harf harf sach nikla

nahin hai koi shikayat mujhe zamane se

mujhe tha jo bhi gila harf harf sach nikla

likhi thi us ne mohabbat ki be-qarari aur

vo jo bhi likh na saka harf harf sach nikla

nahin ho tum to aziyyat hai karobar-e-hayat

ye jhuuT tera piya harf harf sach nikla

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

muKHtalif Tariqon Se Ranj Umr Bhar Paya

sauda-mohammad-rafi

Maqdur Nahin Uski Tajalli Ke Bayan Ka

Bahaar Ban Ke Chaman Ki Faza Mein Shamil Hai

Main Sach Kahun Pas-E-Diwar jhuT Bolte Hain

insha-allah-khan-insha

Lo Faqiron Ki dua Har Tarah Aabaad Raho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet