• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Qabil-E-Sharh Mera Haal-E-Dil-E-Zar Na Tha

Qabil-E-Sharh Mera Haal-E-Dil-E-Zar Na Tha

qabil-e-sharh mira hal-e-dil-e-zar na tha

sunne vaale to bahut the koi gham-ḳhvar na tha

ab vo jiine ke liye soch raha hai tadbir

apne hathon jise marna kabhi dushvar na tha

mujh se puchho to qaza us ki hai maut us ki hai

dosh-e-ahbab pe jo mar ke giran-bar na tha

chunte the baagh men aa aa kar unhen ahl-e-junun

ashiyan ka mire tinka koi bekar na tha

ye hamin ne to mohabbat ki nikalin rasmen

aap par marne ko pahle koi tayyar na tha

dam-e-sayyad men azad raha shikva-e-gham

main giraftar tha lekin ye giraftar na tha

ab unhen samne aane men hai uzr ai ‘bismil’

milne-julne se jinhen peshtar inkar na tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Abhi Hayat Ka Mahaul Sazgar Kahan

Ilaj-E-Dard-E-Dil Tum Se Masiha Ho Nahin Sakta

Meri Man Ne Mujhko Janam Jab Diya Tha

Aisa Ye Dard Hai Ki Bhulaya Na Jaega

shabnam-shakeel

Mil Baithne Ke Sare Qarinon Ki Khair Ho

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet