• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pyari Ke Nainan Hain Jaise Katare

Pyari Ke Nainan Hain Jaise Katare

quli-qutub-shah

pyari ke nainan hain jaise katare

na sam us ke ange koi hain do dhare

asar tuj mohabbat ka jis kuun chadega

tire laal bin us kuun koi na utare

do lochan hain tere nisang chor ravat

o no suun dileri na kar sab hi haare

suhata hai tuj kuun guman hor ghururi

ki maate ahen tuj husn ke pyare

sikyan men tu hai mirg-naini chhabeli

sajan tu nahin hote tuj the kinare

ajab chapkhalai hai teri nayan men

ki khanjan naman ek til kaiin na thare

nabi sadqe ‘qubta’ suun mad piive jam-jam

vo chand mukh ki jis mukh the juuti sngare

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ain-irfan

Hadsa Kaun Sa Hua Pahle

ahmad-ali-barqi-azmi

Jise Aana Hai Milne Ke Liye Wo Aa Hi Jata Hai

zaKHm Ke honT Par Luab Us Ka

Shor Kaisa Hai Mubtala Mujh Mein

insha-allah-khan-insha

Chhedne Ka To Maza Jab Hai Kaho Aur Suno

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet