• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pursish-E-Gham Ko Na Aa Gham Ka Mudawa Ho Ja

Pursish-E-Gham Ko Na Aa Gham Ka Mudawa Ho Ja

pursish-e-gham ko na aa gham ka mudava ho ja

mujh men dil ban ke dhaḌak mera sarapa ho ja

paaon rakhne ko zamin tag na mayassar hogi

bhiiḌ se uncha na uTh bhiiḌ ka hissa ho ja

aql kahti hai ki maang un se vafaon ka sila

dil ye kahta hai ki mahrum-e-tamanna ho ja

TuuT hi jaa.en na dharti se kahin sab rishte

itna uncha bhi na uḌ thoḌa sa nicha ho ja

rif.aten chhu ke dikha ishq-o-mohabbat ki ‘naresh’

us ne ik qatra jo manga hai to dariya ho ja

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ishrat-afreen

Wahshat Si Wahshat Hoti Hai

bahadur-shah-zafar

Na do dushnam Hum Ko Itni Bad-Khui Se Kya Hasil

Chattan Ke Saye Mein Khada Soch Raha Hun

Kahin Diwar Hai to Dar Ghaeb

Marhale Aasan Sare Ho Gae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet