• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ho Sitam Kaisa Bhi Ab Haalat Ki Shamshir Ka

Ho Sitam Kaisa Bhi Ab Haalat Ki Shamshir Ka

aazim-kohli

ho sitam kaisa bhi ab halat ki shamshir ka

vaqt badlega kisi din rukh miri tasvir ka

jan-leva hai tumhara be-niyazi ka chalan

hashr dekhe hi banega ab dil-e-dil-gir ka

baithti hai kaun si karvat ye baazi ishq ki

gardishon ke haath men hai faisla taqdir ka

kaun bandhega miri bikhri hui ummid ko

khul raha hai ab to har halqa miri zanjir ka

lutf lete ho kaman se chhod kar jis ko ab aap

kaash koi mujh se puchhe kya hua us tiir ka

rekhta se ishq ‘azim’? vo bhi aise daur men

dekhna kya haal hota hai tiri tahrir ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bas Ek Bar Tera Aks Jhilmilaya Tha

nahid-qasmi

Anokhi Shahzadi

poet

Bhulun Tumhein Wo Bashar Nahin Hun

Garche Mere KHulus Se Wo Be-KHabar Na Tha

adeel-zaidi

Sahra-O-dasht-O-Sarw-O-Saman Ka Sharik Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet