• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Purane Ghar Ka Jo Sidha Sa Ek Naqsha The

Purane Ghar Ka Jo Sidha Sa Ek Naqsha The

purane ghar ka jo sidha sa ek naqsha the

ye log vo hain jo pahle kabhi farishta the

tumhare husn-e-nazar ne bana diya manzil

kabhi na jis pe chala koi ham vo rasta the

dayar-e-dushman-e-jan se bahut sahara mila

tumhare shahar se nikle to dil shikasta the

baḌe maze men rahe maslahat ke shahzade

jo sach ki raah men the un ke haal ḳhasta the

tumhen bulandi-e-qamat pe tha ghurur magar

the vo to zarf men a.ala jo qad men pasta the

jo ishtihar bane phir rahe the ghairat ka

amir-e-shahr ke aage vo dast-basta the

yahi hain hazrat-e-‘aqib’ jo parsa hain bahut

yahi to ba.is-e-afsana-e-guzishta the

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Lahra Rahi Hain Khet Mein Gandum Ki Baaliyan

Ujli Dhup Mein Chalne Walo Shad Raho

Kab Se Hum Log Is Bhanwar Mein Hain

Magar Usko Fareb-E-Nargis-E-Mastana Aata Hai

Aahen Bharenge Hum Kabhi Nala Karenge Hum

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet