Paidaish band kamra chhatpatata sa andhera aur divaron se takrata hua main!! muntazir huun muddaton se apni paidaish ke din ka apni maan ke pet se nikla huun jab se main!! khud apne pet ke andar pada huun
Leave a Reply