• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aane Wali Sadi Ke Lagte Hain

Aane Wali Sadi Ke Lagte Hain

aane vaali sadi ke lagte hain

pankh ujle pari ke lagte hain

ba.ad muddat ke shahr ki chhat par

kuchh sitare ḳhushi ke lagte hain

Duubi kashti ke tairte chappu

hausle zindagi ke lagte hain

haath ḳhuni kisi darinde ke

paanv to aadmi ke lagte hain

koi chehra bhi chhu nahin paate

aks sab aarsi ke lagte hain

yuun utarti hain dil men vo nazren

bol se ḳhamushi ke lagte hain

haath pe haath dhar ke baiThi shaam

rang ye bebasi ke lagte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ummid-E-Shauq Ho Ya Wada-E-Rahat-Fiza Koi

ahmad-hamesh

dar-Asl Ye Nazm Likhi Hi Nahin Gai

faiz-ahmad-faiz

Raat Yun dil Mein Teri Khoi Hui Yaad Aai

Koi Tara Kahin Mahtab Se Milta-Julta

ahmad-faraz

Ab Kya Sochen Kya Haalat The Kis Karan Ye Zahr Piya Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet