• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Gul Hai Yan So Us Gul-E-Rukhsar Sath Hai

Jo Gul Hai Yan So Us Gul-E-Rukhsar Sath Hai

sauda-mohammad-rafi

jo gul hai yaan so us gul-e-rukhsar saath hai

kya gul hai vo ki jis ke ye gulzar saath hai

to mast shab andheri aur aghyar saath hai

jo dil men aave kah ye gunahgar saath hai

khamosh andalib-e-chaman tujh se kiya hai bahs

apna sukhan to murgh-e-giraftar saath hai

paigham us nigah ka ki jis men hai bu-e-mehr

kya jaane kis ke akhiri didar saath hai

uqda na ye khula ki mire dil sa pahlavan

tujh zulf ke bandha hua ik taar saath hai

karte to ho mire maraz-e-dil ka tum ilaaj

yaaro jo dil yahi hai to azar saath hai

‘sauda’ ke haath kyun-ke lage vo mata-e-husn

le niklen jis ko ghar se to bazar saath hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

afzal-allahabadi

Ye Bata de Mujhko Mere dil Kise Aawaz dun

Mohabbat Mein Yahi jhagDa Karoge

Thakan Ki Gard Se KHush-Rang aahaTon Mein Aa

Garche Ai Dil Aashiq-E-Shaida Hai Tu

Haalat Meri Rah Mein Hail to Nahin The

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet