• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Tai Hua Din Ki Khule Sham Ke Bistar Chaliye

Tai Hua Din Ki Khule Sham Ke Bistar Chaliye

tai hua din ki khule shaam ke bistar chaliye

paanv ko hukm thakan ka hai ki ab ghar chaliye

pahle pahle to kisi chiiz se Takraoge

tab kahin zehn kahega ki sambhal kar chaliye

choT dekhenge to manzil pe nahin pahunchenge

lag ga.i paanv ko jo lagni thi Thokar chaliye

aise kitne hi milenge tumhen manzil tak so

dekhna chhoḌiye bhi miil ke patthar chaliye

raah men bhiiḌ Darati hai to ghar jaate hain aur

ghar ki tanha.i ye kahti hai ki bahar chaliye

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kahi Na Un Se Jo honTon Pe Baat Aai Bhi

Hayat-O-Marg Ka Uqda Kusha Hone Nahin Deta

Rahin-E-KHwab Hun Aur KHwab Ke Makan Mein Hun

In Ke Aariz Pe Ashkon Ke Dhaare

Habs Jab Had Se baDha Jism Ke Virane Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet