• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pur-Kaif Bahaaron Ne Bhi Dil toD Diya Hai

Pur-Kaif Bahaaron Ne Bhi Dil toD Diya Hai

pur-kaif baharon ne bhi dil toḌ diya hai

haan un ke nazaron ne bhi dil toḌ diya hai

tufan ka sheva to hai kashti ko Dubona

ḳhamosh kinaron ne bhi dil toḌ diya hai

is Dubte suraj se to ummid hi kya thi

hans hans ke sitaron ne bhi dil toḌ diya hai

kis tarah karen tujh se gila tere sitam ka

mad.hosh isharon ne bhi dil toḌ diya hai

maana ki thi ghamgin kali ḳhauf-e-ḳhizan se

chup rah ke baharon ne bhi dil toḌ diya hai

aghyar ka shikva nahin is ahd-e-havas men

ik umr ke yaron ne bhi dil toḌ diya hai

ye daur-e-mohabbat bhi ajab daur hai is men

ai ‘naqsh’ saharon ne bhi dil toḌ diya hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

shah-naseer

Chashm Mein Kab Ashk Bhar Late Hain Hum

poet

Dil Jis Se Kanpta Hai Wo Saat Bhi Aaegi

Aaina-E-KHayal Tha Aks-Pazir Raaz Ka

Saho Bechaargi Ka Dukh

So Ab Tabir Ki Dhun Hai Ki Dekhe Ja Chuke Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet