• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jis Ne Shiraaza Bikhera Umr Ka

Jis Ne Shiraaza Bikhera Umr Ka

jis ne shiraza bikhera umr ka

ye junun hasil hai mera umr ka

ek lamha kya mila tha hijr ko

kar liya us ne basera umr ka

tha diya lekin use bujhne diya

chun liya main ne andhera umr ka

ek din aa.ega jab afaq men

Duub ja.ega savera umr ka

ku-ba-ku hain hijr ki parchha.iyan

is se hai abad Dera umr ka

janti huun chand lamhe saath hai

ho nahin sakta vo mera umr ka

‘roz’ tere hijr men masrur hai

hai yahi ehsan tera umr ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Us Ka Chehra Bhi Chamak Mein Na Misali Nikla

Sufi

Khush-Bakht Hain Aazad Hain Jo Apne Sukhan Mein

nadiya-ambar-lodhi

diwaron Pe Kya Likkha Hai

Aks-Dar-Aks Aaina Taqsim

Kis Waqt Hadson Se paDa Sabiqa Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet