• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Yun Bhi Mera Bayan Alag Hai Kuchh

Yun Bhi Mera Bayan Alag Hai Kuchh

yuun bhi mera bayan alag hai kuchh

kyunki meri zaban alag hai kuchh

aḳhiri baar jal raha huun kya

ab ke mera dhuan alag hai kuchh

sirf shaklen hi hain alag varna

tujhmen mujh men kahan alag hai kuchh

ja ki tujh ko muaaf karte hain

ranj-e-duniya yahan alag hai kuchh

kholni hai zaban qalam ki aaj

dil men uThti fughan alag hai kuchh

ham hain munkir to kyuun karen sajda

kya tira astan alag hai kuchh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamara Maqsad Agar Safar Hai Tawil Karna

ajmal-siraj

dushwar Hai Is Anjuman-Ara Ko Samajhna

Pahli Bar Mile the Tum

Sufi

Khamosh Baithe Ho Kyun Saz-e-Be-Sada Ki Tarah

ameer-minai

Phulon Mein Agar Hai Bu Tumhaari

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet