• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Puchhta Kaun Hai darta Hai Tu Ai Yar Abas

Puchhta Kaun Hai darta Hai Tu Ai Yar Abas

poet

puchhta kaun hai darta hai tu ai yaar abas

qatl karne se mire hai tujhe inkar abas

kya miri aankh adam biich lagi thi ai charkh

kiya us khvab se tu ne mujhe bedar abas

vasl hi us ka dava hai miri bimari ko

aur kuchh karte hain tadbir ye gham-khvar abas

yaar tanha hai phir aisa nahin milne ka vaqt

sharm hoti hai meri mana-e-guftar abas

aur bhi un ne ‘bayan’ zulm kuchh afzud kiya

kiya us shokh se tiin ishq ka izhar abas

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ajiz-matvi

Kyun Kahun Koi Qad-Awar Nahin Aaya Ab Tak

akhtar-azad-1

Aap Se dil Lagana Zaruri Nahin

Pahle Ahbab Taghaful Ki Safai Denge

abroo-shah-mubarak

Aashnai Ba-Zor Nahin Hoti

Sar-Burida Hua Muqabil Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet