• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Puchhi Taqsir To Bole Koi Taqsir Nahin

Puchhi Taqsir To Bole Koi Taqsir Nahin

mubarak-azimabadi

puchhi taqsir to bole koi taqsir nahin

haath jode to kaha ye koi taazir nahin

ham bhi divane hain vahshat men nikal jaenge

najd ik dasht hai kuchh qais ki jagir nahin

ik tiri baat ki jis baat ki tardid muhal

ik mira khvab ki jis khvab ki taabir nahin

kahin aisa na ho kam-bakht men jaan aa jaae

is liye haath men lete miri tasvir nahin

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hamari Aankh Ne Dekhe Hain Aise Manzar Bhi

honTon Pe Mohr Bhi Nahin Naghmat Bhi Nahin

poet

Qabr Mein Ab Kisi Ka dhyan Nahin

akbar-allahabadi

Jalwa-E-darbar-E-dehli

abrar-ahmad

Aage Badhne Wale

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet