• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Poshida Kyun Hai Tur Pe Jalwa Dikha Ke Dekh

Poshida Kyun Hai Tur Pe Jalwa Dikha Ke Dekh

poshida kyuun hai tuur pe jalva dikha ke dekh

ai dost meri tab-e-nazar aazma ke dekh

phulon ki tazgi hi nahin dekhne ki chiiz

kanTon ki samt bhi to nigahen uTha ke dekh

leta nahin kisi ka pas-e-marg koi naam

duniya ko dekhna hai to duniya se ja ke dekh

dil men hamare dard zamane ka hai nihan

paivast dil men saikḌon paikan jafa ke dekh

jo bada-ḳhvar-e-gham hain unhen bhi kabhi kabhi

saaqi sharab-e-husn ke saghar pila ke dekh

ban ja.ega kabhi na kabhi dard hi dava

‘as.ad’ ke dil men dard ki shiddat baḌha ke dekh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Pichhli tariKH Ka aKHbar Sambhaale Hue Hain

Ishq Mein Koi Zaman Aur Na Makan Hota Hai

poet

Main Kis Liye Hun Main Kya Hun Kyon Aa Gaya Hun Yahan

Gada-E-Shahr-E-Ainda Tahi-Kasa Milega

mubarak-azimabadi

dekhe Use Har Aankh Ka Ye Kaam Nahin Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet