• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Sidhiyan

Sidhiyan

parvin-sheer

duriyon ki dhund men gum

ho chuka hai karvan ab

uth raha hai duur tak kaala dhuan jo

mud ke us ko tak raha hai

ghup-andhere ghaar ki tah men akeli

na-tavan ik zindagi panjon ke bal

patthar ki unchi sidhiyon par

hanpti koshish ki baisakhi ko thame

rengti hai!

paniyon ki aag men jhulsi hui nazren tiki hain

duur unchai pe darvaze se aati raushni par

char-su bikhre hue bas

na-umidi ke khas-o-khashak hain

uupar ko jaati an-ginat patthar ki unchi

sidhiyan hain!!

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ek khiDki Gali Ki Khuli Raat Bhar

ahmad-husain-mail

Mana Waiz Bada Hi Allama Hai

Farogh-E-Mehr Se Rindon Ka aaKHir Kaam Kya Hoga

KHwab Aankhon Se Sare Juda Ho Gae

Ek Billor Si Murat Thi Sarape Mein Sahar

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet