• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ponchh Kar Ashk Apni Aankhon Se Muskurao To Koi Baat Bane

Ponchh Kar Ashk Apni Aankhon Se Muskurao To Koi Baat Bane

sahir-ludhianvi

ponchh kar ashk apni ankhon se muskurao to koi baat bane

sar jhukane se kuchh nahin hota sar uthao to koi baat bane

zindagi bhiik men nahin milti zindagi badh ke chhini jaati hai

apna haq sang-dil zamane se chhin paao to koi baat bane

rang aur nasl zaat aur mazhab jo bhi hai aadmi se kamtar hai

is haqiqat ko tum bhi meri tarah maan jaao to koi baat bane

nafraton ke jahan men ham ko pyaar ki bastiyan basani hain

duur rahna koi kamal nahin paas aao to koi baat bane

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Itna Hai Zindagi Ka Talluq KHushi Ke Sath

Maulana Rumi

Karane Nadarat Bayaban-e-Ma

ahmad-ashfaq

Zamin Walon Ki Basti Mein Sukunat Chahti Hai

shakeel-badayuni

Aakhiri Waqt Hai Aakhiri Sans Hai Zindagi Ki Hai Sham Akhiri Aakhiri

Kuchh Hain Manzar Haal Ke Kuchh KHwab Mustaqbil Ke Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet