• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kis Se Aazurda Mere Qatil Ka KHanjar Ho Gaya

Kis Se Aazurda Mere Qatil Ka KHanjar Ho Gaya

kis se azurda mire qatil ka ḳhanjar ho gaya

kya hua jo aaj yuun jaame se bahar ho gaya

mera shohra aaj ik aalam men ghar ghar ho gaya

tere hathon mujh ko qatil ye mayassar ho gaya

kyuun nahin milta abhi tak tishna-lab hain bada-ḳhvar

kya tira saghar bhi saaqi jam-e-kausar ho gaya

is qadar vahshat bhi ai dast-e-junun kis kaam ki

tere hathon mera jiina bhi to dubhar ho gaya

josh-e-vahshat ka irada tha ki uryan hi rahe

baare mar kar ik kafan mujh ko mayassar ho gaya

us ki rusva.i ka bhi aaya na tujh ko kuchh ḳhayal

kis qadar bebak tu ai dida-e-tar ho gaya

muzhda ai ganj-e-shahidan tere bhi din phir ga.e

aaj dil-bardashta duniya se ‘jauhar’ ho gaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Wafa Ki Tashhir Karne Wala Fareb-Gar Hai Sitam to Ye Hai

Ek Ye Dil Jo Tujhe De Ke Ganwa Dene Laga

Karega Yaad Hamein Dur Hum Agar Jaen

Ishq Jab Manzil-E-aKHir Se Guzarta Hoga

uTha Rahe Ho Jo Yun Apne Aastan Se Mujhe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet