• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jurm-E-Ummid Ki Saza Hi de

Jurm-E-Ummid Ki Saza Hi de

nasir-kazmi

jurm-e-ummid ki saza hi de

mere haq men bhi kuchh suna hi de

ishq men ham nahin ziyada talab

jo tira naz-e-kam-nigahi de

tu ne taron se shab ki maang bhari

mujh ko ik ashk-e-subh-gahi de

tu ne banjar zamin ko phuul diye

mujh ko ik zakhm-e-dil-kusha hi de

bastiyon ko diye hain tu ne charagh

dasht-e-dil ko bhi koi raahi de

umr bhar ki nava-gari ka sila

ai khuda koi ham-nava hi de

zard-ru hain varaq khayalon ke

ai shab-e-hijr kuchh syahi de

gar majal-e-sukhan nahin ‘nasir’

lab-e-khamosh se gavahi de

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Jab Talak Raushni-E-Fikr-O-Nazar Baqi Hai

Muhit Misl-E-Asman Zamin-E-Fikr-O-Fan Pe Hun

Bisat-E-Danish-O-Harf-O-Hunar Kahan Kholen

Phir Se Badle Yahan Tahzib Ne Tewar Apne

Ek Mauhum Si KHushi Ki Tarah

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet