• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Pir-E-Mai-KHana Pe Marte Hain Muridon Ki Tarah

Pir-E-Mai-KHana Pe Marte Hain Muridon Ki Tarah

poet

pir-e-mai-ḳhana pe marte hain muridon ki tarah

jaan dete hain mohabbat men shahidon ki tarah

inhin kaliyon ka lahu zeb-e-baharan to nahin

mil ga.iin ḳhaak men jo meri ummidon ki tarah

ham ne dekhe hain kuchh aise bhi qarabat vaale

pesh aate hain jo apnon se yazidon ki tarah

haa.e vo kaif men Duubi hui biiti ghaḌiyan

yaad aati hain jo guzri hui eidon ki tarah

un se ummid-e-mohabbat koi kya rakhe ‘saba’

phir ga.e jo kisi bimar ke didon ki tarah

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ab to KHwabon Ke Hi Sahaare Hain

humaira-rahat

Har Ek Khwab Ki Tabir Thodi Hoti Hai

wali-mohammad-wali

Aaj Sarsabz Koh O Sahra Hai

poet

Zakhm-e-dil Hum dikha Nahin Sakte

Labon Par Tishnagi Aankhon Mein Hai Barsat Ka Aalam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet