• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aankh Se TuT Kar Giri Thi Nind

Aankh Se TuT Kar Giri Thi Nind

aankh se TuuT kar giri thi niind

vo jo mad.hosh ho chuki thi niind

meri ankhon ke kyuun jharoke tak

aa ke chup-chap si khaḌi thi niind

kis ne chheḌa hava ke lahje men

kaisi ḳhamosh si paḌi thi niind

niili ankhon ki kar raha tha main

jab tilavat to jal ga.i thi niind

kitni pur-lutf thiin miri raten

un dinon jab hari-bhari thi niind

chand mere sirhane baiTha tha

aur baghal men khaḌi hui thi niind

jab talak main kivaḌ karta band

‘sajid’ mujh duur ja chuki thi niind

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Har Samt Samundar Hai Har Samt Rawan Pani

ruKH Pe Yun Jhum Kar Wo laT Jae

Samundaron Mein Agar KHalfishaar-E-Ab Na Ho

Ghar Ka Rasta Jo Bhul Jata Hun

poet

Jata Hai Yar Sair Ko Gulzar Ki Taraf

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet