• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Geet / Pighli Aag Se Saghar Bhar Le

Pighli Aag Se Saghar Bhar Le

sahir-ludhianvi

pighli aag se saghar bhar le

kal marna hai aaj hi mar le

ab na kabhi ye raat dhalegi ab na kabhi jagega savera

soch hai kis ki fikr hai kis ki is duniya men kaun hai tera

koi nahin jo teri khabar le

pighli aag se saghar bhar le

qudrat andhi duniya bahri

kaale pad gae khvab sunahri

tod bhi de ab khvab ka rishta chhod bhi de jazbat se ladna

aaj nahin to kal samjhega mushkil hai halat se ladna

jo halat karaen kar le

pighli aag se saghar bhar le

band hai neki ka darvaza

aap utha le apna janaza

koi nahin jo bojh uthae apni zinda lashon ka

khatm hi kar de aaj fasana in be-dard tamashon ka

jan-e-tamanna jaan se guzar le

pighli aag se saghar bhar le

Filed Under: Geet Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Soz-E-Darun Ko Aankh Se Bahar Nikal Kar

Ab Jo Mil Jao to Kami Na Karun

Kuchh Naqsh Teri Yaad Ke Baqi Hain Abhi Tak

Karb Kya Hai Tujhe Batata Hun

Umr Bhar Ba-Asani Bar-E-Gham uThane Se

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet