• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phul Khilte Hi Agar Panw Mein Chhaale Honge

Phul Khilte Hi Agar Panw Mein Chhaale Honge

phuul khilte hi agar paanv men chhale honge

ai junun dasht-navardi ke bhi laale honge

un pe ho ja.enge ta.amir haqiqat ke mahal

ham ne jo ḳhvab kabhi zehan men paale honge

bandagi meri tire dar ki jabin-sa.i hai

mere sajde tire qadmon ke havale honge

muskurata hai har ik zaḳhm dil-e-bismil ka

hans ke qatil ne bhi arman nikale honge

ai baharan-e-chaman vaqt ka ehsas rahe

khil ga.e phuul to kanTon ke havale honge

inqalab aa hi gaya sehn-e-chaman men ‘jumbish’

ab baharon ke bhi andaz nirale honge

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hazin Tum Apni Kabhi Waza Bhi Sanwaroge

Na Ai Dil Surat-E-shaiKH-E-Haram Diwana Ban Jaana

taKHti Qalam Dawat Se Pahle Ki Baat Hai

Jaan Le Le Na Zabt-E-Ah Kahin

Ek Patthar Rakh Liya Hai Sina-E-Sad-Chaak Par

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet