• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Jo Baat Tere Lab Pe Hai Aa Kar Ruki Hui

Jo Baat Tere Lab Pe Hai Aa Kar Ruki Hui

jo baat tere lab pe hai aa kar ruki hui

vo baat mere dil men hai kab se chubhi hui

main aur vaqt mil ke use dekhte rahe

achchhi bahut lagi vo ghaḌi dekhti hui

hoti nahin hai meri ibadat men kyuun sharik

hai kaisi ruuh mere badan men chhupi hui

aisa koi mila hi nahin ham se jo kahe

mil kar janab aap se behad ḳhushi hui

ye baat ab charagh ko kaise bata.en ham

kuchh tirgi hai is ke tale bhi chhipi hui

aao ‘sarosh’ tum ko bujha kar hi dekh len

jalne se bhi tumhare kahan raushni hui

saari guzar di hai kisi ek ke liye

sayyad ‘sarosh’ ye bhi koi zindagi hui

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Humse Ulfat Jatai Jati Hai

Bahar Hisar-E-Dard Se Aana Na Tha Kabhi

abbas-tabish

Ajib Taur Ki Hai Ab Ke Sargirani Meri

Usko Hamari Zat Se Inkar Bhi Nahin

adeem-hashmi

Gham Ke Har Ek Rang Se Mujhko Shanasa Kar Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet