• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Mile Hum Un Se Phir Yari Badhi

Phir Mile Hum Un Se Phir Yari Badhi

mubarak-azimabadi

phir mile ham un se phir yaari badhi

aur uljha dil giraftari badhi

mehrbani charasazon ki badhi

jab badha darman to bimari badhi

hijr ki ghadiyan kathin hoti gaiin

din ke naale raat ki zaari badhi

phir tasavvur men kisi ke niind udi

phir vahi raton ki bedari badhi

sakhtiyan rah-e-mohabbat ki na puchh

har qadam ik taaza dushvari badhi

khair saaqi ki salamat mai-kada

jis qadar pi utni hushyari badhi

daur-daure hain ‘mubarak’ jaam ke

intiha ki apni mai-khvari badhi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Teri Daulat Rah Jaegi Tere Ghar Chaubaron Tak

Ye Baat Munkashif Hui Charag Ke Baghair Bhi

ahmad-ashfaq

Wo Meri Jurat-e-Kamyab Se Na-Waqif Hain

Dinon Se Kaise Shabon Mein Dhalte Hain Din Hamare

talKH Shikwe Lab-E-Shirin Se Maza Dete Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet