• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Phir Kisi shaKHs Ki Yaad Aai Hai

Phir Kisi shaKHs Ki Yaad Aai Hai

phir kisi shaḳhs ki yaad aa.i hai

phir koi choT ubhar aa.i hai

phir vo savan ki ghaTa chha.i hai

phir miri jaan pe ban aa.i hai

maslahat aur kahin laa.i hai

dil kisi aur ka shaida.i hai

ab na rone ki qasam khaa.i hai

aankh bhar aa.e to rusva.i hai

ek hangama-e-didar ke ba.ad

phir vahi gham vahi tanha.i hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-faraz

Agarche Zor Hawaon Ne dal Rakkha Hai

Hum Apne Zauq-E-Safar Ko Safar Sitara Karen

poet

Zulf Teri Hui Kamand Mujhe

poet

Jarrah Ke Samne Khola Phoda

Sine Ki KHanqah Mein Aane Nahin Diya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet